Thursday, July 30, 2009

Yeh mere chehre ki hansi toh bas dikhaava hai

Yeh mere chehre ki hansi toh bas dikhaava hai॥
Dil mein palte dard ko chupaane ke liye॥
Aankhein band karli hai maut se pehle hi humne..
Kya bacha ab usse apne aansu dikhaane mein..
Sab kuch toh bhool chukke thei unse milke..
Bas ek bohat bada dil chaahye usse bhulaane ke liye..
Meri haalat dekh ke jo aaj hans pade vo..
Kabhi khud roya karte thei mujhe hasaane ke liye..
Hum pe bhi vo waqt aaya tha,Kisi ko aankhon mein basaaya tha,
Ussi ne lutt liya mera jahaan,Jisse iss dil ki dhadkan banaaya tha
Tanhaiyo me baith ke dil ko manate hain..
Apne zakhmo per khud marham lagate hain...
Mumkin nahi tha usse kabhi apna bana na..
Roz phir bhi ye khwab ham sajate hain..
karke gaye hain wada ham se phir-milne ka..
Bas intezar me unke ham waqt guzarte hain..
Maana k woh bewafa hain, magar phir bhi'Karke usse yaad dard-e-dil aur badate hain...
Thak-gayi uska rasta dekhte dekhte..
Koi-Bataye jo chala gaya,use kaise bhulate hain..
Baadal hain aankh ke jo baraste hi nahi hain
Mujhko choone ko haath unke larazte hi nahi hain
Mujhko gale laga lo,mujhko kahi chupa lo
Roz farishte aasman se utarte hi nahi hain
Unko maloom hai ke hans kar main gum ko chupati hu
Yu dikhate hai jaise mujhko samajhte hi nahi hain
Jab bhi dua maangu,unki khushiya dua me maangu
Wo mere dil ko dukhane me jhijhakte hi nahi hain
Qayamat ke iss safar me kaha khud ko bhula baithe
Unki yaado ke saaye humse bichadte hi nahi hainye jo kwasho ka prnd he,
ise mosmo se ghrz nhe,ye ure ga apne he moj me,i
se ab de ya srab de,kbhe yun bhe ho tere rubro mein aa ke ye keh skon,
mere hasrton ko shmar ker mere khahisho ka hisab de

Thursday, July 23, 2009

truth in life

There's one sad truth in life I've foundWhile journeying east and west -The only folks we really woundAre those we love the best.We flatter those we scarcely know,We please the fleeting guest,And deal full many a thoughtless blowTo those who love us best.

Friday, July 17, 2009

ज़िन्दगी यूँ हुयी बसर तनहा

ज़िन्दगी यूँ हुयी बसर तनहा
काफिला साथ और सफर तनहा

अपने साए से चौंक जाते है
उम्र गुजरी है इस कदर तनहा

रात बार बोलते हैन सन्नाटे
रात काटे कोई किधर तनहा

दिन गुज़रता नहीं है लोगों में
रात होती नहीं बसर तनहा

हमने दरवाज़े तक थो देखा था
फ़िर न जाने गए किधर तनहा

Ya Dil Ki Suno Duniya Walon Ya Dil Ki Suno Duniya Walon

yaa dil kee suno duniyaawaalon
yaa muz ko abhee choop rahane do
mai gam ko khushee kaise kah doo
jo kahate hain unako kahane do

ye fool chaman mein kaisaa khilaa
maalee kee najar mein pyaar nahee
hasate huye kyaa kyaa dekh liyaa
ab bahate hain aansoo bahane do

yek khwaab khushee kaa dekhaa nahee
dekhaa jo kabhee to bhool gaye
maangaa huaa tum kuchh de naa sake
jo tum ne diyaa wo sahane do

kyaa dard kisee kaa legaa koee
itanaa to kisee mein dard nahee
bahate huye aansoo aaur bahe
ab ayesee tasallee rahane do